Wednesday, October 6, 2010

एक दुकान के बाहर लिखा था: 'इन्सानों की तरह बात करने वाला कुत्ता बिकाऊ है.'

एक आदमी दुकानदार से जाकर बोला: 'मैं उस कुत्ते को देखना चाहता हूं...' दुकानदार ने कहा: 'साथ के कमरे में बैठा है, जा कर मिल लो।'

ग्राहक उस कमरे में गया। कुर्सी पर एक हट्टा-कट्टा कुत्ता बैठा था. पूछा: 'क्यों भई, तुम यहां क्या कर रहे हो?'
कुत्ते ने बताया: 'कर तो मैं बहुत कुछ सकता हूं, लेकिन आजकल इस दुकान की रखवाली करता हूं. इससे पहले अमेरिका के जासूसी महकमे में काम करता था और कई खूंखार आतंकवादियों को पकड़वाया... फिर मैं इंग्लैंड चला गया जहां पुलिस के लिए मुखबरी करता था. एक साल बाद यहां आ गया.'

उस आदमी ने दुकानदार से पूछा: 'इतने गुणवान कुत्ते को आप बेचना क्यों चाहते हैं?'

'अव्वल नम्बर का झूठा है...' जवाब मिला.

Sunday, October 3, 2010

Murgha No.5? Calling


Ek larka apni girlfriend se milne gaya, kuch baat ke baad uski girlfirend chaye(tea) banane ke liye kitchen chali gayi.

Girlfriend ka mobile sofay pe dekh kar larky ne socha ke chalo dekhte hai mera number iss ne kis naam se save kya hai?

Dear, sweetu ya jaanu.

Jab usne misscall di toh screen pe likh raha tha “Murgha No.5? Calling”.

lohay ka bed


Biwi: “Aap ne pichle saal meri birthday pe mujhe lohay ka bed banwa ke diya tha, Iss dafa aapka kya iraada hai?”
Shohar: “Iss saal uss mein current chorne ka iraada hai.”

Bade ho kar tum kya karoge


Teacher: Bade ho kar tum kya karoge?
Student: Ji shaadi.

Teacher: Mera matalab, kya banoge?
Student: Ji dulha.

Teacher: Are, mera matlab hai, kya hasil karoge?
Student: Ji DULHAN.

jokes for girlfriend


Ladka bola-Ankho me nami thi aur vitamin ki kmi thi
wah wah Aankho me nami thi or vitamin ki kmi thi,
Jis se rat bhar chat kiya wo grlfrd ki mummy thi...

IPL joke

IPL Junoon

Wife TV par match dekh rahi thi,
Husband smart banke aya aur bola... "DARLING ME KAISA LAG RAHA HU?"

Tabhi Wife zorse chillayi... CHAHAKKAAA.

Wednesday, September 8, 2010

jokes for husband wife


Husband asks, Do you know the meaning of WIFE.
It means...Without Information Fighting Everytime!
WIFE satys No, it means -
With Idiot for Ever